It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Word of the Week ............. ISHQ within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; yehi ishq bilakhir rog bana,k hay chah k saath bajog bana jise ban'na tha ishq wo sog bana, bara man ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [3] |
|
#231
| |||||
| |||||
| yehi ishq bilakhir rog bana,k hay chah k saath bajog bana jise ban'na tha ishq wo sog bana, bara man k nagar main fasaad kya |
|
#232
| |||||
| |||||
| Kabi Taqdeer ka matam kabi duina ka gilaa Manzil-e-ISHQ K har gaam pe rona aaya .. Shakeel Badayuni
__________________ ![]() |
|
#233
| |||||
| |||||
| ishq jab dam to.Dataa thaa tum na the maut jab sar dhun rahii thii mai.n na thaa |
|
#234
| |||||
| |||||
| Way main tere ISHQ which jogi jogan Hull gai aan Way main teriyan rawaan dey which jogya Rull gai aa |
|
#235
| |||||
| |||||
| ye namaaz-e-ishq hai kaisaa adab kisakaa adab apane paay-e-namaaz par karane do sajdaa mujhe |
|
#236
| |||||
| |||||
| us khush nigaah ke ishq se pahaiz kijiyo jata hai le ke jee hi yeh aazar dekhna Meer |
|
#237
| |||||
| |||||
| ta'ajub hai ke ishq-o-aashiqi se abhi kuChh log dhoka khaa rahe haiN! |
|
#238
| |||||
| |||||
| Ab to har manzil se guzarna hai aasa-n Iqbal ishq hai nam khud apne se guzar jane ka |
|
#239
| |||||
| |||||
| Ishq sanjhe thay jis ko wo shayed - Tha bas ik naarsai ka rishta Mere aur uske darmiyaN nikla - Umr bhar ki judaai ka rishtaa |