It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Word of the Week ............. ISHQ within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Ishq se tere bade kya kya dilon ke marhale mahr zarron ko diya qatre ko darya kar diya...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#211
| |||||
| |||||
| Ishq se tere bade kya kya dilon ke marhale mahr zarron ko diya qatre ko darya kar diya |
|
#212
| |||||
| |||||
| ik ishq kaa Gam aafat aur us pe ye dil aafat yaa Gam na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa |
|
#213
| |||||
| |||||
| In ISHQ k kantoon mein hae Phuolon ka khazana Daaman jo ulajh jaey toh damaan na churana
__________________ ![]() |
|
#214
| |||||
| |||||
| Tujhe kyaa bataauu.N mai.n beKhabar ki hai dard-e-ishq me.n kyaa asar Ye hai vo latiif sii kaifiyat jo zubaa.N tak aaye adaa na ho |
|
#215
| |||||
| |||||
| Ishq ke sholay ko bhadkao ke kuchh raat kate dil ke anggar ki dehkao ke kuchh raat kate Makhdum Mohiuddin |
|
#216
| |||||
| |||||
| Aik Aisee Bhe Ghari Ishq Main Aai The Kah Hum ~ Khak Ko Hath Lagaty To Sitara Karty. |
|
#217
| |||||
| |||||
| G chahey Ga jis ko ousey na karain gaey Hum ISHQ-o-hawas ko kabi yakjaa na karain gaey Karamat Ali Shehdi |
|
#218
| |||||
| |||||
| Ye Ishq Kee Baazii Bee Ajab Khail Hay "Talib"... Vo Lutf Kahaan Jeet Mein, Jo Haar Mein Aaey |
|
#219
| |||||
| |||||
| Ek ishq ka gham aafat aur uspe yeh dil aafat ya gham na diya hota ya dil na diya hota |