It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Word of the Week ............. ISHQ within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ishq ney saarey saleeqy bakhshey husn sey kasb_e_hunar kiyaa kertey...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#181
| |||||
| |||||
| ishq ney saarey saleeqy bakhshey husn sey kasb_e_hunar kiyaa kertey |
|
#182
| |||||
| |||||
| Acha tumharey shehar ka dastuor ho gaya Jis ko galey lagaya wohi duor ho gaya Dadi sey kehna ous ki kahani bi sunaey woh Badshah jo ISHQ mein faqeer ho gaya
__________________ ![]() |
|
#183
| |||||
| |||||
| Ishq main humne yeh kamai ki dil diya gham se aashnaai ki |
|
#184
| |||||
| |||||
| ishq hai, maiN hooN, dil'e nakaam hai is ke aag'e bas khuda ka naam hai |
|
#185
| |||||
| |||||
| Ishq main jee ko sabr-o- taab kahan usse ankhein lagin to khwab kahan |
|
#186
| |||||
| |||||
| Yeh bi mumkin hae kisi roz na pehchanu ousey Woh jo har bar naiya bheass badal laita hae Barha mujhe se kaha tha mere yaaron ne WASI ISHQ dariya hae bachon ko nighal laita hae |
|
#187
| |||||
| |||||
| Ishq hamare khayal pada hai,khaab gaya aaram gaya dil ka jana ther gaya hai subah gaya ya shaam gaya Meer Taqi Meer |
|
#188
| |||||
| |||||
| yea Ishq be ajjab khall hai rauf, hai lambi judi bss do din ka mail hai. |
|
#189
| |||||
| |||||
| Aakhir aakhir ISHQ he nazuk sahara ban gaya Awal Awal ishq ko bar-e-giraan samjha tha main SAGAR .... |