It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Topic of the Week: Yaad within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya, Aaj kya janiye kya yaad aaya,...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#111
| |||||
| |||||
| Jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya, Aaj kya janiye kya yaad aaya, |
|
#112
| |||||
| |||||
| Aaj roothay howay sajan ko bohat yaad kiya apnay ujray howay gulshan ko bohat yaad kiya |
|
#113
| |||||
| |||||
| Aisi majboori ke aalam mein koi,Yaad aaya bhi to kya yaad aaya, Yaad aaya tha bichhadna tera,Phir nahi yaad ke kya yaad aaya, |
|
#114
| |||||
| |||||
| .................... .................... ..............
__________________ ![]() |
|
#115
| |||||
| |||||
| Yeh mana aik zamana ho gaya bichray howay lekin Tujhay ay bhoolnay walay mera dil YAAD karta hai |
|
#116
| |||||
| |||||
| us ko bhoole hue to ho FANI kya karog-e gar woh yad aya
__________________ . |
|
#117
| |||||
| |||||
| jo bhii dukh yaad na tha yaad aayaa aaj kyaa jaaniye kyaa yaad aayaa....
__________________ fir aa parhaa hai muaamlaa-e-naakhoon-o-girah too kyaa hai, main kaun hooN, isse vaa-shigaaf kar... Allama Iqbal.. |
|
#118
| |||||
| |||||
| a dost teri yaad bhi kitni ajeeb hai, jab aagayi to goya zamane tahar gaye, |
|
#119
| |||||
| |||||
| Wo mujhey yaad to karta hai magar yun jaise, Ghar ka darwaza kisi raat khula rah jaye, |
|
#120
| |||||
| |||||
| Yaad aati hein jab teri baatein, Hum kaleja pakar kar rote hein, |