It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on [SOLVED] Bait-Bazi for January within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally Posted by diya meri "meri wasat ki talab nai mujhe mehdood kiya mein woh darya hoon jo maujoon sai ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#151
| |||||
| |||||
| Quote:
Mein Ne Palkon Se Dar-e-Yaar Ko Dastak Di Hai Mein Wo Saayil Hoon Jisey Koi Sada Yaad Nahee
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#152
| |||||
| |||||
| na mere lutfe pe heraan,na apni uljhan per........... mujhe tau yeh dilruba sab dilrubaon se juda hi laga
__________________ ![]() |
|
#153
| |||||
| |||||
| andhera mangne aya tha roshni ki bheek hum apna ghar na jalatey tau aur kya kertey |
|
#154
| |||||
| |||||
| yun shehar-e-arzoo se lautna kessa kaga? ab kaho tootna aur bikhrna kesa laga........ ban gaya na roag akhir ussko kho dene ka ghum? her kissi ke chehre per uss ko jhankna kessa laga? |
|
#155
| |||||
| |||||
| aik lamha hi bohat hai mussratt ka lakin log geeney ka saleeqa kahaan raktey hein |
|
#156
| |||||
| |||||
| "saleeqa" in say zaroor milna saleeqay k loag hein sar b qalam qarein gay baray ihtraam say Allah Hafiz Mirza
__________________ Na ganwao navik-e-neemkash dil e raiza raiza ganwa diya jo bachay hein sang smait lo tan-e-daagh dagh ganwa diya |
|
#157
| |||||
| |||||
| /aoa ihteraam dunya mein ehteraam kay qabil hain jitney loug main sab ko maanta hoon magar Mustafa(Sallallah o Alaihi Wasallam) ke baad Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |
|
#158
| |||||
| |||||
| waah mufti sahab , kya sher hai /yhug Quote:
hamaaray dil may bohat ehteraam hai tera Last edited by ahsan225; 01-27-2004 at 01:00 PM. |
|
#159
| |||||
| |||||
| /aoa navazish janab ki par ham aur Mufti ??????????? bhai jaan mar parwaain gey aap Qasam Dawar-e-hashr mujhey teri qasam, umr bhar main ney ibadat ki hai tu mera nama-e-aamal to dekh, main ney insaan sey muhabbat ki hai Allah hafiz |