![]() |
| Home | Forum | Photo | Video | Books | Games | Tags | Invite | Survey | Chat | Awards | Advertise | Top20 | Promote | Support | Tutorials | Rules | Urdu Editor |
| |||||||
| Bait Bazi Read the urdu poetry, shairs and qitaat by starting alphabets, this will help in Bait bazi. is section maiN aap her harf-i-tahajji se shuru honay walay ashaar ka huge collection parh saktay heiN... iss ke ilawa muqabla-e-bait bazi maiN HG members ki taraf say share karda khubsoorat ashar-o-qitat parh saktay haiN...iske ilawa mukhtlif alfaz par mushtamil ashaar ki behtareen collection bhi is section maiN mojood hai. unmatched huge collection of poetry by alphabets/poetry by topic/poetry by words. |
![]() |
| | LinkBack | Thread Tools |
|
#62
| ||||
| ||||
| Dekhi hai jab se us but-e-kaafir ki shakl, Meer Jaata nahin hai jee tanik Islam ki taraf |
|
#63
| ||||
| ||||
| Barq ko thi kia garaz kia jal gaya kia reh gaya Jal gaya khirman mein jo kuch tha MERI taqdeer ka
__________________ ![]() |
|
#64
| ||||
| ||||
| Hisaab_umar , kaa tu bas itnaa goshwaraa hai Tumhain nikaal kay daikha tu saab khasara hai |
|
#65
| ||||
| ||||
| na jaane kaun saa fiqraa kahaan raqm ho jaaye dilon kaa haal bhi ab kaun kis se kahataa hai
__________________ |
|
#67
| ||||
| ||||
| himmat-e-iltijaa nahin baaqi zabt ka hausala nahin baaqi ik teri deed chin gai mujh se varnaa duniya men kya nahin baaqi
__________________ |
|
#68
| ||||
| ||||
| Yeh kon log hain maujood teree mehfil main Jo laalchoN se tujhe mujhko jal ke dekhte hain |
|
#71
| ||||
| ||||
| ab meraa dil mujhe tasveer-kadaa lagtaa hai teree yaado'n ne yahaa'n naqsh ubhaare kitne
__________________ ![]() |
|
#72
| ||||
| ||||
| sunaa hai husn kaa dastuur-e-mustaqbil vafaa hogaa jo ye sach hai to phir ai ishq teraa kaam kyaa hogaa.... Seemab Akbarabadi.... |
|
#73
| ||||
| ||||
| Teree gali mein raqeeb aaye aour main dekhoo'n Qasam hai terey qadam kee teraa khayaal kiyaa
__________________ ![]() |
|
#75
| ||||
| ||||
| Kabhi yak_bayak tawajjo, kabhi daf'atan taghaaful Mujhe aazma raha hai, koi rukh badal badal key |
![]() |
| Tags: dil, sher, utar |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| *^^ Drama ^^* | ||||