It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on picture of the week within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; nasheman per nasheman is tarah tameer karta ja ke bijli girte girte aap khud bezaar ho jaaye...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#21
| |||||
| |||||
| nasheman per nasheman is tarah tameer karta ja ke bijli girte girte aap khud bezaar ho jaaye |
|
#22
| |||||
| |||||
| nasheman ho na ho ye to falak kaa mashghalaa Thaharaa ki do tinake jahaaN par dekhanaa bijalii giraa denaa ''Qamar'' jalalvi
__________________ |
|
#23
| |||||
| |||||
| Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit saka na zamaane se mera nishaan Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Asshiaan par girane se kya faaida.
__________________ ![]() |
|
#24
| |||||
| |||||
| baei wahh... acha manzer chuna hy is week k liay... mujhy to ye manzer dekh kr Aatish ka yahi sheir yad aa gya: na poch aalam-e-bergashta-taala'ei Aatish, barasti aag, jo baraaN ki aarzu krty...
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |
|
#25
| |||||
| |||||
| chupa kar aasteen men bijlian gardon ne rakhi hain anadil baagh ke ghafil na baithen aashyanon men |
|
#26
| |||||
| |||||
| Yoon to bijli bhi garajti he har rooz Magar Baad us ke ho barsaat bhi to kia baat he
__________________ ![]() |
|
#28
| |||||
| |||||
| baadal ko kyaa Khabar ki baarish kii chaah meN kitane buland-o-baalaa shajar Khaak ho gaye
__________________ |
|
#29
| |||||
| |||||
| Saawan ka mahina aate hi baadal toe chaa jaayenge Har haal mein lekin barsenge ishke bharose matt rehna
__________________ ![]() |
|
#30
| |||||
| |||||
| Jab khake nasheman bhi na raha tab toot ke barsa pani wahan us waqt kahan thi kali ghata jab aag lagai longon ne mujhse hi wafa ka dars liya mera hi nasheman phoonk diya ilzam to aaya bijli per or aag lagai logon ne |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| picture, week |
| Thread Tools | |
| |
LinkBacks (?)
LinkBack to this Thread: http://www.hallagulla.com/urdu/bait-bazi-521/picture-week-180113.html | ||||
| Posted By | For | Type | Date | |
| Urdu Poetry Community & Forum | This thread | Refback | 01-30-2008 07:41 AM | |