It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Non Stop Bait Bazi within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally Posted by Zafar M Besabab ! Bekhudi besabab nahee Ghalib Kuchh to hai jiski pardadario hai hai...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#741
| |||||
| |||||
| Quote:
hai |
|
#742
| |||||
| |||||
| gham na tou gham ki dhoop jala saki, na tou mosmoo'n ka asar howa woh meri wafa ka hi phool tha, jou abhi talak hai khila howa meri bat aur hai chooriay, main aseer-e-jazba-e-ishq hoon zara apnay dil ko bhi daikhiay, yeh bataiay isay kia howa...?
__________________ ![]() |
|
#743
| |||||
| |||||
| Wafa....... Wafa kero gaye wafa karen gaye, jafa kero gaye jafa karen gaye Hum admi hain tum jaisay jo tum kero gaye wohi humkaren gaye
__________________ ![]() |
|
#744
| |||||
| |||||
| WAFA mujh ko chalane do akelaa hai abhii meraa safar raastaa rokaa gayaa to qaafilaa ho jaauuNgaa saarii duniyaa kii nazar men hai abhi meri wafa ek tere kahane se kyaa main bewafaa ho jaauu.Ngaa |
|
#745
| |||||
| |||||
| Duniyaa se wafa karake silaa Dhuu.NDh rahe hai.n ham log bhii nadaa.N hai.n ye kyaa Dhuu.NDh rahe hai.n kuchh der to Thahar jaa a dil todne wale hum teri bewafai main wafa dhoondh rahey hain |
|
#746
| |||||
| |||||
| LOG Jab bi chahain ik naai dunia bassa letey hain LOG aik chehrey pe kaii chehrey laga letey hain Log
__________________ ![]() |
|
#747
| |||||
| |||||
| Duniya Tumhaare shahar kaa mausam baraa suhaanaa lage main ek shaam churaa luuN agar buraa na lage tumhaare bas mein agar ho to bhuul jaao hamein tumhein bhuulane mein shaayad mujhe zamaanaa lage hamaare pyaar se jalane lagii hai ye duniyaa duaa karo kisii dushman ki badduaa na lage jo Duubanaa hai to itane sukuun se Duubo ke aas paas kii laharon ko bhii pataa na lage |
|
#748
| |||||
| |||||
| Quote:
hain ![]() |
|
#749
| |||||
|