It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Non Stop Bait Bazi within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; yaad........ CHAHAT kaa ek miiThaa miiThaa dard jagaane shaam Dhale terii yaadain aa jaatii hain mujhko rulaane shaam Dhale...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1771
| |||||
| |||||
| yaad........ CHAHAT kaa ek miiThaa miiThaa dard jagaane shaam Dhale terii yaadain aa jaatii hain mujhko rulaane shaam Dhale
__________________ |
|
#1772
| |||||
| |||||
| Shaam: Tu ne dekha hai kabhi ek nazar shaam ke baad Kitne chup chaap se lagte haiN shajar shaam ke baad |
|
#1773
| |||||
| |||||
| shaam Yeh kuch din hain ke iis ko yaad har aake shaam karna hai Phir apney dil ki basti mein iisey gumnaam karna hai
__________________ na rang-o- roop ki tarah na khad-o-kaal ki tarah woh mery man main aa basa hay kisi maalal ki tarah main raasta hon or tumhari yaad qaafla hay jo guzar rahi hay mujh say mery maah-o-saal ki tarah |
|
#1774
| |||||
| |||||
| Basti: Sabse dilchasp yahi gham hai meri basti ka Maut pasmanda ilaqe mein dawa lagti hai |
|
#1775
| |||||
| |||||
| Ghum Ghum bhi diyay hein yun k wapis nahi liyay Onnkay hamari zaat per ehsaan hee rahay
__________________ ![]() |
|
#1776
| |||||
| |||||
| Zaat: Husn hai zaat merii ishq, sifat hai merii HuuN to maiN shamaa' magar bhes hai parvaane kaa |
|
#1777
| |||||
| |||||
| Shama' Kho day khud ko shama Parwanay say juda ho kar Hay koi hosla bhi jeenay ka kisi mein wo Huma |
|
#1778
| |||||
| |||||
| hosla: Mein khud zameen hoon magar zarf aasmaan ka hai Ke toot ker bhi mera hausla chataan sa hai |
|
#1779
| |||||
| |||||
| : aasmaan : apny pehly makan tak ho aaoN, maiN zara aasman tak ho aaoN... Poet: Akhter Usman
__________________ ![]() Last edited by WanderingThoughts; 11-27-2006 at 10:34 AM. |
|
#1780
| |||||
| |||||
| makan in makino-n ko khabar hai na makaano-n ko khabar un dinon ki jo gufaon main guzare humne |