It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Non Stop Bait Bazi within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; zamane Chalo achha hua kaam aagai deewangi apni wagarna hum zamane bhar ko samjhane kahan jate...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#1411
| |||||
| |||||
| zamane Chalo achha hua kaam aagai deewangi apni wagarna hum zamane bhar ko samjhane kahan jate |
|
#1412
| |||||
| |||||
| samjhane: Ik mu'amma hai samajhne ka na samjhaane ka Zindgi naam hai mar mar ke jiye jaane kaa |
|
#1413
| |||||
| |||||
| Zindagi Aik muddat main jeene ka na andaz aya zindagi chhor de peechha mera main baaz aya |
|
#1414
| |||||
| |||||
| Andaaz: Andaaz apna dekhte hain aainey mai wo Aur yeh bhi dekhte hain koi dekhta na ho |
|
#1415
| |||||
| |||||
| Dekhta main roz idher se guzarta hun kon dekhta hai main kal idher se na guzrunga kon dekhega |
|
#1416
| |||||
| |||||
| Kon: ye kon haal hai ahavaal-e-dil pe ai aa.Nkho.n na phuuT phuuT ke itanaa baho huaa so huaa |
|
#1417
| |||||
| |||||
| Kon rota hai kisi aur ki khatir aey dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aya |
|
#1418
| |||||
| |||||
| hai: ajeeb hotey hain aadab-e-rukhsat-e-mehfil ke uth ke woh bhi chala jis ka ghar na tha koi |
|
#1419
| |||||
| |||||
| woh theen ajab rang woh saa'tain jou basar hoween teray piyar main kabhi bay saharoon k zail main, kabhi mulzimoon ki qatar main teri chahatoon sai nikal k bhi kai zamanoon main qaid hoon kaheen roz-o-shab ki shikast main, kaheen mosmoon k hisar main
__________________ na rang-o- roop ki tarah na khad-o-kaal ki tarah woh mery man main aa basa hay kisi maalal ki tarah main raasta hon or tumhari yaad qaafla hay jo guzar rahi hay mujh say mery maah-o-saal ki tarah |
|
#1420
| |
| |