It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here![]() |
Register Now! |
|
| ||||||||
| Notices |
| Bait Bazi Read the urdu poetry, shairs and qitaat by starting alphabets, this will help in Bait bazi. is section maiN aap her harf-i-tahajji se shuru honay walay ashaar ka huge collection parh saktay heiN... iss ke ilawa muqabla-e-bait bazi maiN HG members ki taraf say share karda khubsoorat ashar-o-qitat parh saktay haiN...iske ilawa mukhtlif alfaz par mushtamil ashaar ki behtareen collection bhi is section maiN mojood hai. unmatched huge collection of poetry by alphabets/poetry by topic/poetry by words. |
![]() |
| | LinkBack (1) | Thread Tools |
|
#1001
| ||||
| ||||
| Fana Apna Likha Aik Shair Paish Karti Hoo'n Fana Ho Jaoo'n Gi Main, Shaairi Ho Gi Baqa Mairi Mairay Ash'aar Ko Apnay Takhayyul Mai'n Jagha Dena
__________________ |
| Sponsored Links |
|
#1002
| ||||
| ||||
| takhayyul: MaiN ne samjha tha mai - e - naab - e - taKhayyul tumko Ab ye taqdees - e - taKhayyul to baRi mushkil hai |
|
#1003
| ||||
| ||||
itay mushkil words......(bhago) |
| Sponsored Links |
|
#1004
| ||||
| ||||
| Quote:
Mushkil ka meri unko mukshil se yeqiN aaya, Samjhe meri mushkil ko lekin badi mushkil se. |
|
#1005
| ||||
| ||||
| nice shair Zafar bhai... ![]() aya kabhi jhuknay ki tamana, kabhi sarkash lehja apni uljhi howi adat pay roona aaya.............!
__________________ |
|
#1007
| ||||
| ||||
| thanku zafar bhaiya.... ![]() tamanna.... tamanna phir machal jayee agar tum milnay aa jaao yea mosam bhe badal jayee agar tum milnay aa jaao |
|
#1008
| ||||
| ||||
| mosam: rung pairahan ka kushboo zulf lehrane ka naam, mausam-e-gul hai tumhare baam per aane ka naam |
|
#1009
| ||||
| ||||
| naam main or us ko bholon nasir kaise batain kerte ho wo sorat to phir sorat hai wo naam bhi piyara lagta hai
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#1010
| ||||
| ||||
| naam mujh ko acha nahi lagta koi humnaam tera koi tujh sa ho tou naam bhi tujh sa rakhay!
__________________ |