It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Muqabla bait bazi November2007 within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally Posted by Asifa yaad yaadai'N bhi haiN umeed be hai baybasi bhe hai aye dost kiya nahi hai humaari ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#41
| |||||
| |||||
| Quote:
dost bankar bhee nahi saath nibhane waala wahi andaaz hai zalim ka zamaney waala
__________________ |
|
#42
| |||||
| |||||
| Quote:
yun tou har lamha teri yaad ka bojhal guzra dil ko mahsoos hui teri kami shaam k baad Last edited by mystique; 11-02-2007 at 09:08 AM. |
|
#43
| |||||
| |||||
| Quote:
yaad yaad nahi kya kya dekha thaa, saare manzar bhool gaye uski galiyon se jab lautey, apna bhee ghar bhool gaye
__________________ |
|
#44
| |||||
| |||||
| Quote:
naqs guzray hue lamhon k hain kya kya dil per mur k dekhon tou nazar atay hain manzar kya kya |
|
#45
| |||||
| |||||
| Quote:
DIL![]() Ya saans ka lena bhi guzar jana hai jee se ya maraka-e- ishq bhi ek khail tha dil ko |
|
#46
| |||||
| |||||
| Quote:
naqsh naqsh fariyaadi hai kiski shok-i-tehreer ka kagaazi hai pairahan har paikar-e-tasveer ka
__________________ |
|
#47
| |||||
| |||||
| Quote:
tasweer le gaya dil tou ye aankhain bhi koi le jata main faqat aik hi tasweer kahan tak dekhon |
|
#48
| |||||
| |||||
| nazar kisi se hath kisi se nazar milatay hoaye main bujh raha hon rawadaryaN nibhatay hoaye
__________________ MaiN apni piyaas pr raazi rahoN gi, Miray Aanso miray ''DiL'' Ki kafaalat k liy kaafi rahiN gay...! ![]() |
|
#49
| |||||
| |||||
| Quote:
aankhein bahut khoobsurat hain aankhein tumhari bana lijiye inko kismat humari
__________________ |
|
#50
| |||||
| |||||
| Quote:
haath dua ko haanth uth tay hain tou ye andaza hota ahi zameen pe aadmi ki bebasi kitni zaroori hai |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| muqabla, bait, bazi, november2007 |
| Thread Tools | |
|