It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Lafz "Khuda" per ash'ar .................... ... within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; kashtii-e-jaaN to bhanvar meN hai ka’ii barsoN se ai Khudaa ab to Dubo de yaa kinaaraa laa de.... Noshi Gilani.........
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#101
| |||||
| |||||
| kashtii-e-jaaN to bhanvar meN hai ka’ii barsoN se ai Khudaa ab to Dubo de yaa kinaaraa laa de.... Noshi Gilani...... |
|
#102
| |||||
| |||||
| Ais Sa Pahlay k ba wafa ho Joy Kyou na aya dost hum Juda ho Jay To Bhe Herow sa ban gaya Pathar Hum be janay kal kya sa kya ho jay TO k Yakta tha BaShumar huba Hum jo Totay to janay kya sa kya ho jay Agar Hum munzil na ho pay to kya Manzil ka rasta ho jay ISHQ bhe khale ha nasibow ka Khak ho gay , QIma ho jay
__________________ ![]() CHALo Tayya App ki Bari aay |
|
#103
| |||||
| |||||
| haan vo nahiin Khuda parast, jaao vo bevafaa sahii jisako ho diin-o-dil aziiz, usakii galii mein jaaye kyuun
__________________ ******************** ***************** do chaar lafz keh ke main khamosh ho gaya wo muskura ke bole bohat bolte ho tum |
|
#104
| |||||
| |||||
| Khuda k aashiQ tu hain hazarOn, banOn mein phirtey hain maarey maarey........... main uss ka banda banoon ga jiS kO Khuda k bandon sey pyaaR hO ga..........
__________________ ![]() |
|
#105
| |||||
| |||||
| ai aasmaan tere Khudaa kaa nahiin hai Khauf Darate hain ai zamiin tere aadamii se ham |
|
#106
| |||||
| |||||
| Ai Khuda! Terey majbOor bandOn ki na yeh dunya na wOh dunya........ yahan marney ki pabandi wahan jeeney ki pabandi.......... |
|
#107
| |||||
| |||||
| aao ak sejda kary madhoshi ma khaty ha sagher ko "khuda" yaad ni Last edited by Afroze; 09-06-2007 at 04:23 PM. Reason: spell mistake |
|
#108
| |||||
| |||||
| na tha kuch tu Khuda tha na hOta kuch tu Khuda hOta......... dabOya mujh kO hOney ney na hOta main tu kya hOta............ |
|
#109
| |||||
| |||||
| jee chahta hai sana-e qudrat pe hun nisar tujh ko bitha ke samne yade Khuda kaarun |