It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~~~~HEY sey shoro honay walay Ashaar ~~~ within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ham to dushman ko bhi pakiza saza detay hain hath uthtay nahi nazroon say gira detay hain...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| ham to dushman ko bhi pakiza saza detay hain hath uthtay nahi nazroon say gira detay hain
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#12
| |||||
| |||||
| hain kawakib kuch nazar aatay hain kuch detay hain dhoka ye bazi gar khula |
|
#14
| |||||
| |||||
| hujoum-e-ghum mairi fitrat badal nahi sakta main kiya karon mujhay adat hai muskuranay ki |
|
#15
| |||||
| |||||
| ham muhabbat ko bana kar zeena RAB kay nazdeek pohunch jatay hain |
|
#16
| |||||
| |||||
| ham say aik baar bhi jeeta hay na jeetay ga koi wo to ham jaan kay kha letay hain matain aksar |
|
#17
| |||||
| |||||
| hum iss ko kiya tarashain pather sey woo khud hai sung-e-marmar ka bana huwa |
|
#18
| |||||
| |||||
| hum iss ke muhabbat ko kiya naam dain karta hai woo izhar-e-ishq kuch chupay alfaz main |
|
#19
| |||||
| |||||
| Hum pass thay lakin woo kar rahay thay kisi aur sey guftagoo yaa andaz bhi kafi hai humain jalanay ke leya |