It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~"~ Ghazal Contest For The Month Of June ~"~ within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Kabhi aanso kabhi Khushi bechi Ham gharibon nay be-kasi bechi Chand saansen Kharednay k liyen Roz thori si zindigii bechi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#21
| |||||
| |||||
| Kabhi aanso kabhi Khushi bechi Ham gharibon nay be-kasi bechi Chand saansen Kharednay k liyen Roz thori si zindigii bechi Jab rulanay lagay mujhe saaye Main nay ukta k roshni bechi Ek ham thay k bik gaye Khud hi Warna dunya nay dosti bechi |
|
#22
| |||||
| |||||
| Kyun Tanha Tanha Phirte Ho. <?xml:namespace prefix = o /><o:p></o:p>Kyun Tanha Tanha Phirte Ho. Kyun Uljhe Uljhe Rehte Ho… Kuch Dunya Se Ghabraye Hue. Jaise Bahut Sataye Hue… Kuch Gumsum Gumsum Lagte Ho<o:p></o:p> Kyun Tanha Tanha Phirte Ho.... Kyun Uljhe Uljhe Rehte Ho..<o:p></o:p> Chehre Pe Khushi Ki Kiran Nahin Na Honton Pe Muskaan Haseen….. Kyun Preshaan Tumhari Baten Hain Kyun Heraan Tumhari Aankhen Hai Kyun Khud Se Hi Baten Karte Ho……<o:p></o:p> Kyun Tanha Tanha Phirte Ho…… Kyun Uljhe Uljhe Rehte Ho……<o:p></o:p> Lehje Men Tere Na Aas Koi …… Kar Gya Tumhen Udaas Koi…… Kyun Gehre Halke Aankhon Men Kyun Jaagte Tanha Raton Men… Kya Sapno Se Tum Darte Ho……<o:p></o:p> Kyun Tanha Tanha Phirte Ho… Kyun Uljhe Uljhe Rehte Ho……<o:p></o:p> Kya Sapne Tumhare Toot Gye… Ya Apne Saare Rooth Gye…… Kya Gum Ho Beete Saalon Men Kissi Bewafa Ke Khayalon Men Tum Khoye Khoye Lagte Ho…<o:p></o:p> Kyun Tanha Tanha Phirte Ho… Kyun Uljhe Uljhe Rehte Ho……<o:p></o:p> <o:p></o:p>
__________________ Mere dil ka jenaza jah raha hai, Kise ankh se na ansoo nikleh, Deko mere dil ka jenaza jah raha ahi. |
|
#23
| |||||
| |||||
| kabhi yaad tujhko aaye guzra huwaa zamanaa tujhko qasam wafaa ki aaNsoo naH tu bahaana milnaa hi do diloN ka dar-asal hai judaai ulfat ka rang-o-gham say rishta hai yeH puranaa ro ro kay keh ra-hay haiN armaan machal machal kay duniya meiN naam-e-ulfat ashkoN ka hai kHazanaa ai bulbul-e gulistaN tum yuN na muskuraao poshida iss kHushi meiN gHam ka hai taranaa ho jagah koi woH yaarab jahaaN chaaNd ho, naH taa-ray naH to Dar ho bijliyoN ka, ghar ho naH aashiyana apni Rafeeq jahan meiN bas arzoo yahi hai kar-nay wafaa haiN aaye, kar-kay wafaa hai jaana .....
__________________ Lou aa gayii un kii yaad ![]() woh nahin aaye |
|
#24
| |||||
| |||||
| KHUSHI khuhi or Gham main ajab saath deta hai hallagulla he jo Dil ko karar deta hai jub bhi thak jate hai dost mohbbat se likhe gazalon se aai dil ko sawar deta hai apni baton ko sharing karta hai mager khushi kai saath aai sadmain hazar deta hai as main mohbbat hi pyar hai wafa hai as ka har page wafa ki mesal deta hai hallagulla sai kayeem hi DIL ka rabta Ase peotry image bhala kon kaha deta hai main tu imran dewana hogaya as ka asa muka as door main kon kaha deta hai ![]() |
|
#25
| |||||
| |||||
| ~*~Zindagi Kay Safar May ~*~ Zindagi Kay Safar May Mujay Akaila Chor Diya! Har Ik Rishta Mairey Dil Say Ik Pal May Tor Diya. Bikhar Gae Mairy Zindagi Is Kay Baad! Maira Haseen Sapna Us Nay Kuch Is Tarah Say Tor Diya. Chor Diya Undehry Khae May Jeenay Kay Liay! Maut Ki Taraf zindagi Ka Rukh Kuch Is Tarah Say Mor Diya. Zindagi May Na Rahee Koe Khushi Baqi! Ghamooh Say Maira Nataah Us Nay Kuch Is Tarah Say Jor Diya. Tanhae May Yaad Karte Hoon Tou Ankhiey Bhar Aati Hain! Jisay Itna Chaha Uss Nay Daman Chor Diya. Ik Issi Baat Ka Afsos Reh Gaya Bus ! Zindagi Nay Bhi Maira Saath Kio Na Chor Diya ? __________________
__________________ Moat bi zarori hai zindagi bi pyaari hai faslon se juway mai main ne shaam hari hai Last edited by washma; 06-17-2007 at 01:26 PM. |
|
#27
| |||||
| |||||
| .---------------------------------------
__________________ ![]() *-*strange world*-* check my social group |
|
#28
| |||||
| |||||
| vafaa ke shiish mahal mein sajaa liyaa main ne vo ek dil jise patthar banaa liyaa main ne ye soch kar ki na ho taak me.n Khushii koii Gamon ki oTt mein Khud ko chhupaa liyaa main ne kabhii na Khatm kiyaa main ne roshanii kaa muhaaz agar chiraaG bujhaa, dil jalaa liyaa main ne kamaal ye hai ki jo dushman pe chalaanaa thaa vo tiir apane kaleje pe khaa liyaa main ne 'Qateel' jisakii adaavat men ek pyaar bhii thaa us aadamii ko gale se lagaa liyaa main ne |
|
#30
| |||||
| |||||
| Quote:
|
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| quot, ghazal, contest, month, june |
| Thread Tools | |
|