It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ! Bait_Baazi ...For Month Of Decembr ![2005]! within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; wafa meray ham nafas bata day ye wafa nahi to kya hay usay bhol kar bhi chahna usay yaad maiN ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#71
| |||||
| |||||
| wafa meray ham nafas bata day ye wafa nahi to kya hay usay bhol kar bhi chahna usay yaad maiN samana (my own ) bhol .chahna ,yaad
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#72
| |||||
| |||||
| Chahna say chaha chalye ga na ![]() Teray hunto'n pay suj jao'n dua honay ko ji chaha Mera duniya bhula ker bus tera honay ko ji chaha
__________________ ![]() |
|
#73
| |||||
| |||||
| DUNIYA NAY BESHAMAR ADM KO DIAY HAIN RANJ AAY DOST CHEEZ TU BHI KOI YAADGAR DAY DOST/ YAAD/ RANJ |
|
#74
| |||||
| |||||
| Main samjho'n ga tujhye b apna aye naye Dost Pehlaye maazi ka koii zukhm to bhur janay daye Tujyhe, zukhm, maazi
__________________ ![]() |
|
#75
| |||||
| |||||
| hum ne to samja tha aik zakhm hai bher jay ga kiya khaber thi kah rag-e-jaan mein bhi uoter jay ga khaber/ uoter/samja |
|
#76
| |||||
| |||||
| Quote:
main nay samjha tha kaytu hay to darkhshaaN hay hayaat tera gham hay to gham-e-deher ka jhagRa kya hay tera, gham, jhagRa
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#77
| |||||
| |||||
| BEWAFAi Mehfil na sahi tanhai to milti hai... Milan na sahi judai to milti hai... Kaun kehta hai mohabbat mein kuch nahi milta... Wafa na sahi bewafai to milti hai... |
|
#78
| |||||
| |||||
| Tera Tera Chehra Phir Agar Main Dekh Loon Bas Eik Baar Shukr Kartey Kartey Baaqi Zindagi Ko Doon Guzaar... Shukr,Guzaar,Baaqi |
|
#79
| |||||
| |||||
| *zindagi* Wo Kiya De Kisi Ko Dua Zindagi Ki Jisy Mil Rahi Ho Saza Zindagi Ki
__________________ |
|
#80
| |||||
| |||||
| Quote:
zindagi jabr-e-musalsal ki tarah kati hay janay kis jurm ki pai hay saza yaad nahiN jurm,saza,yaad
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| bait_baazi, month, decembr, 2005 |
| Thread Tools | |
| |