It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here![]() |
Register Now! |
|
| ||||||||
| Notices |
| Bait Bazi Read the urdu poetry, shairs and qitaat by starting alphabets, this will help in Bait bazi. is section maiN aap her harf-i-tahajji se shuru honay walay ashaar ka huge collection parh saktay heiN... iss ke ilawa muqabla-e-bait bazi maiN HG members ki taraf say share karda khubsoorat ashar-o-qitat parh saktay haiN...iske ilawa mukhtlif alfaz par mushtamil ashaar ki behtareen collection bhi is section maiN mojood hai. unmatched huge collection of poetry by alphabets/poetry by topic/poetry by words. |
![]() |
| | LinkBack | Thread Tools |
|
#11
| ||||
| ||||
| haan ji kia bat hay bhi roomi ki to Quote:
__________________ ~*meray Ajnabi*~ ![]() |
| Sponsored Links |
|
#12
| ||||
| ||||
| Quote:
3 3 muhabbat ham muhabbat ko bana kar zeena RAB kay nazdeek pohunch jatay hain nazdeek ,ham
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#13
| ||||
| ||||
| Hum say Muhabato'n ki numaish na hoo saki Bus itna jantey hain tumhaye chahtey hain hum Jantey, chahtey, muhabat Nice change Moon Corona @};-
__________________ ![]() |
| Sponsored Links |
|
#14
| ||||
| ||||
| "Muhabat" zindagi sai yehi gila hai mujhay tu bohat dair sai mila hai mujhay tu muhabat sai koi chaal tou chal haar janay ka hosla hai mujhay "Gila"........"Harr" ......."Hosla"
__________________ |
|
#15
| ||||
| ||||
| Mohabbat ki bazi wo bazi hai Danish ke khud HAAR janey ko ji chahta hai Bazi , mohabbat , ji
__________________ ![]() |
|
#16
| ||||
| ||||
| Quote:
bazi ye bazi ishq ki baazi hay jo chaho laga do dar kesa gar jeet gaey to kya kehna haray bhi to bazi maat nahi jeet,dar,ishq
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#17
| ||||
| ||||
| "muhabat" tujh sai kis terha main ezhar-e-muhabat karta lafz soojha tou maa'ni nai baghawat kar di mujh ko dushman k iradoon pai bhi piyar ata hai teri ulfat nai muhabat meri aadat kar di "lafz"........."Irad a".........."Aada t"
__________________ |
|
#18
| ||||
| ||||
| IRAADEY jin ke pukhta ho'n , nazar jin ki KHUDA pe ho Talaatum-khaiz mojoo'n se wo ghabraaya nahi kartey Moaj , Khuda , Nazar
__________________ ![]() |
|
#19
| ||||
| ||||
| lafz lafz jab tak wuzo nahi kartay ham teri guftugoo nahi kartay tu mila hay aesay be'wafaoon ko jo teri aarzo nahi kartay be'wafa,guftugu,wuzo
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#20
| ||||
| ||||
| nazar najanay rait sai nisbat thi kia musafir ko nazar main dasht tou dil main sarab choor gia "Najanay.......Dasht .......Sarab" Quote:
__________________ |