It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ! Bait_Baazi ...For Month Of Decembr ![2005]! within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally Posted by danmurfi Assalamualaik, zindagi bewafaaon si bewafa nikli zindagi tu bhi zindagi nikli bewafa, zindagi, tu Allah hafiz ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#131
| |||||
| |||||
| Quote:
waaaaaaaaaaaaah meri abhi nazar pari hai iss par , ky kehney :best |
|
#132
| |||||
| |||||
| Quote:
ab do'aalam say sada-e-saaz aati hay mujhay dil ki aahat say teri aawaz aati hay mujhay aahat, sada,mujhay
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#133
| |||||
| |||||
| teray qadmon ki aahat door say he jaan letey hein tujhay aey zindagi ! aey zindagi ..hum door sya pechan letey hain ! pehchan ... zindagi ... aahat ... |
|
#134
| |||||
| |||||
| koi aahat koi awaaz koi chaap nahiN dil ki galyaaN baRi sunsaan haiN aaey koi awaaz,dil,galyaaN |
|
#135
| |||||
| |||||
| DIL Baadshah hai jidher chahey chala jaye DIL pe kuch ikhtyaar thori hai baadshah , ikhtyaar , hai |
|
#136
| |||||
| |||||
| ikhtetaar tujhay bhulana hi awwal to dastars maiN na tha jo ikhteyaar bhi hota to kya bhula detay awwal.dastars.bhulan a |
|
#137
| |||||
| |||||
| Yeh dil mosyasur-o-mojood say behlta nahi Koii to ho jo meri dastaras say bahir ho Dil, Bahir, Mojood
__________________ ![]() |
|
#138
| |||||
| |||||
| DIL Aye dard bata kuch tu hi bata ham se yeh muamma hal na hua ham mein hai dil-e-betaab nihaa'n ya aap dil-e-betaan hain ham dard , betaam , ham |
|
#139
| |||||
|