It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Bait Bazi For March within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally Posted by Ankaboot ja teri palkoo'n par barsaat ka moasum thehrey baadiloo'n ne meri aankhoo'n ko dua di hi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#401
| |||||
| |||||
| Quote:
Ay Badal Mery Mehboob kay gher ja ker barusna Main Itshan e Muhabbat hon Barish ka Talabgar naheen Itshan // Muhabbat
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#402
| |||||
| |||||
| Tota talisam ahd-e-d mohhabat ka kuch is tarhan phir arzo ki shama farozan na kar saky Tota
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#403
| |||||
| |||||
| Quote:
yaadain adhurry rah jaati hain, kuch baatain adhurry rah jaati hain, hum un say mill kay aa jatay hain mulaqatain adhurry rah ati hain, log daltay hain dararain hum donon main, daina jo chahain to wazahatain adhury rah jaati hain.......... Wazahatain |
|
#404
| |||||
| |||||
| Quote:
Chamatey chaand ko tota howa tara bana dala Meri awaragi nay muj ko awara bana dala AWARA Last edited by aais5471; 03-20-2004 at 08:32 PM. |
|
#405
| |||||
| |||||
| /aoa ik aawara badal se kyoon main ney saya manga tha meri bhi yeh nadani thi uski bhi thi majboori badal /AH
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |
|
#406
| |||||
| |||||
| Quote:
aasmaa'n roney laga , badal ko ghairat aa gayi Aasman/juda |
|
#407
| |||||
| |||||
| /aoa Aasman Ye kuchh din hein ke tevar aasman kai namuwafiq hein Gulabi mausamon ko aa kai phir in`aam karna hai (Naseem Sehrai) /AH |
|
#408
| |||||
| |||||
| Quote:
Mujh ko to hosh nahi tum ko khabar ho shayed Log kehtey hai ke tum ne mujhe barbaad kiya LOG |
|
#409
| |||||
| |||||
| Quote:
Kuch log sitam karne ko tayyaar baithe hain Kuch log magar hum pe dil haar baithe hain Is kashmakash mein hum se pehchaane nahin jaate Kahaan dushman hain aur kahaan dost yaar baithe hain Dost / yar/ dushman Last edited by aais5471; 03-21-2004 at 07:21 AM. |