It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ashaar starting with character "Bay" within the Bait Bazi forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally Posted by Noor-al-sabah ba-hla na dil na tergi-e shaam-e ghum gaii yeh janta to ghar ko lutata na apne ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#131
| |||||
| |||||
| Waaaaaaaaaaaaaaaaaaa ah Bohut Khoub.
__________________ ![]() Last edited by saharey2020; 05-11-2008 at 06:11 AM. |
|
#132
| |||||
| |||||
| barase baGair hii jo ghaTaa ghir ke khul gaii ek bevafaa kaa ahad-e-vafaa yaad aa gayaa
__________________ ******************** ***************** do chaar lafz keh ke main khamosh ho gaya wo muskura ke bole bohat bolte ho tum |
|
#133
| |||||
| |||||
| Bay Dar-o-deewar Sa Ek Ghar Banana Chaheye Koi Hamsar Na Ho Aur Hamsaya Koi Na Ho
__________________ talatseer |
|
#134
| |||||
| |||||
| bevafaa tum kabhii na the lekin ye bhii sach hai ki bevafaa-se rahe |
|
#135
| |||||
| |||||
| Bahae chand ne ansu zamana chandni samjha kisi ke dil se hook uthe to koi ragni samjha
__________________ . |
|
#137
| |||||
| |||||
| bahut pahale se un qadamon kii aahaaT jaan lete hain tujhe ai zindagii ham duur se pahachaan lete hain |
|
#138
| |||||
| |||||
| Bay iraada lams ki wo sansani payaari lagi kam tawajjah aankh ka wo dekhna acha laga
__________________ Khudaaya aarzu meri yehi hay Mera noor-e-baseerat aam kar day |
|
#139
| |||||
| |||||
| bay parda nazar ayie jo kal chand bebiya.N akbar zamei.N may ghairate qaumi se gharr gaya pucha jo mainay aapka parda wo kya howa kehnay lagi ke aqle pe mardo.N ki par gaya
__________________ ![]() |