![]() |
| Home | Forum | Photo | Video | Books | Games | Tags | Invite | Survey | Chat | Awards | Advertise | Top20 | Promote | Support | Tutorials | Rules | Urdu Editor |
| |||||||
| Bait Bazi Read the urdu poetry, shairs and qitaat by starting alphabets, this will help in Bait bazi. is section maiN aap her harf-i-tahajji se shuru honay walay ashaar ka huge collection parh saktay heiN... iss ke ilawa muqabla-e-bait bazi maiN HG members ki taraf say share karda khubsoorat ashar-o-qitat parh saktay haiN...iske ilawa mukhtlif alfaz par mushtamil ashaar ki behtareen collection bhi is section maiN mojood hai. unmatched huge collection of poetry by alphabets/poetry by topic/poetry by words. |
![]() |
| | LinkBack (1) | Thread Tools |
|
#1
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Jab tumhari yaad aati hai dil ko thaam leti hoon... Nikal jaate hain aansoon jab tumhara naam leti hoon...
__________________ | ||||||||||||||||||
| Sponsored Links |
|
#2
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Main teri yaad ko yun dil main liye phirta hoon Jiasay farhaad nay seenay say lagaye pathar | ||||||||||||||||||
|
#3
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Teri yaad ki ujri basti main tanhai ki gehri raatoon main Aik deep abhi tak roshan hai,aik zakham abhi tak gehra hai | ||||||||||||||||||
|
#4
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Tere Ikhlas Sey Mohabbat Ki Hai Tere Ehsas Sey Mohabbat Ki Hai... Too Mery Pass Nahi Hay Phir Bhi Teri Yaad Sey Mohabbat Ki Hai. | ||||||||||||||||||
|
#5
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Ay arzoo kay dhundlay khuwaboo! jawab doo Phir kis ki yaad aai thi mujh ko pukaarnay | ||||||||||||||||||
|
#6
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| mangta hon dua jub bhi tu yaad aati hai, k judai mere pyar ka anjam na ho jay, | ||||||||||||||||||
|
#7
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| kia YAAD ka lafz na aye to YAAD nahin aati????
__________________ Tahreer baich ker to kabhi baat baich ker ! ! Patay hain rizaq soorat-e-halat baich ker ! ! Waqif na thay tijarat-e-mahr-o-wafa say jo Lotay hain pai pai main jazbat baich ker ! ! ! | ||||||||||||||||||
|
#8
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Hum ne Kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya Last edited by HG_Lover; 03-26-2008 at 09:51 AM. | ||||||||||||||||||
|
#9
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Mujhay aaj bhi yaad hai teri saansoon ki woh aanch Jub mohabbat kay gulistano main gul o gulzar khila kartay thay | ||||||||||||||||||
|
#10
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Lehar aati hai, kinare se palat jati hai, yaad aati hai, dil mein simat jati hai, dono mein farakh sirf itna hai, lehar bewaqt aati hai, aur yaad har waqt aati hai.
__________________ | ||||||||||||||||||
|
#11
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Main Khudsay Ulajhnay Lagte Hoon Phir Janay Kiya Kiya Kehte Hoon Phir Yaad Tumhari Aati Hay Phir Pal Do Pal k Lamhay Ko
__________________ ![]() | ||||||||||||||||||
|
#12
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Nasir yun uss ki yaad chali haath thaam kay Melay main is jahan kay khonay nahin diya | ||||||||||||||||||
|
#13
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| Mujh ko kul shaam sey woh yaad bohut anay laga Dil ne muddat sey jo aik shakhs bhula rakha hai
__________________ ![]() | ||||||||||||||||||
|
#14
| ||||||||||||||||||
| ||||||||||||||||||
| | ||||||||||||||||||