<!--QuoteBegin-çØÜñtL£§§ þL£á§Ü®£§+Jul 23 2003, 10:06 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (çØÜñtL£§§ þL£á§Ü®£§ @ Jul 23 2003, 10:06 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> ganwaa dee umrr faqat ek saraab kay peechay
chakorr jaisay dewaana hai maahtaab kay peechay
samet-tay hain gunaah hum to jholian bhar kar
chalaa hai jub say zamaana sawaab kay peechay
jo jaag jaaooon to dunya na dekhnay daen gay
jo so raha hoon to hain meray khaawb kay peechay
teray khayaal ki hiddatt na raakh kar day mujhay
panaah lenay chalaa hoon main aaftaab kay peechay [/b][/quote]
Bhai sahib.. yeah jo aik line hai na.. iss ghazal kee.. !!
ganwaa dee umrr faqat ek saraab kay peechay
Jee yeah wali.. tu janaab haan shaid aisa hee hai.. ganwa di umar faqat ik saraab kay peechay.. wah.. bohat dil ko choo janay wali line hai yeah.. bohat umdaah.. aur bohat shukriya aisee khoubsourat ghazal saraab kay topic pay share karnay pay @};- |