<!--QuoteBegin-NainTara+Jul 23 2003, 06:54 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>
QUOTE (NainTara @ Jul 23 2003, 06:54 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin-->
hmm..saraab
Yeh joo khwaahishoun ka parindaa hai issey mausamoun sey gharaz nahin
Yeh urrey gaa apni hi mauj mein, issey aabb dey ke saraab dey [/b][/quote]
Aadaab arz hai Naina... yeah jo khawahishoon ka paranda hai.. sahi kaha.. kay yeah khawahishoon ka paranda bus iss ko urnay say gharz hai.. par yeah jab raat dhalay thak kay girata hai ... tu baad uss kay kaisa mazoor hoo jata hai... dobara kabhi urnay say mazoor... magar sahi kaha... yeah khawahishain hee hain jo saraboon mein aab ke khooj karti hain.. par aab kab sarab mein millta hai...
1.gif)