<!--QuoteBegin-hasil-e-zeest+Jul 23 2003, 06:21 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (hasil-e-zeest @ Jul 23 2003, 06:21 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> <center>
bisaat-e-shoq smait loon khood hi
kay tera tarz-e-taghafil mujhay gawara nahin
yeh roz roz ki jhuk jhuk yeh sa'ie-e-raaigaa'n
yeh baybasi yeh nahaq jisaarat-e-mizgaa'n
yeh woh safar hai kay manzil koi na jiski ho
meray "sarab" bata mujh ko kia kiya jaye
yeh unkaha sa paimaan-e-ulfat-e-pinhaa'n
wafa jo ho na sakay gar to kia kiya jaye</center> [/b][/quote]
Mairay sarab bata mujh ko ... kaya kiya jaye... sarab bhi kabhi kaya kuch kahtay hain.... sarboon mein ghiray lougoon kay diloon mein bhi kaisi kaisi hasratain jiya karti hain.. @};- |