Re: Bait Bazi For March | | /aoa
ab kya kahein
us simt chaley ho to bas itna usey kehna
ab koi nahin harf-e-tamanna usey kehna
tum ney hi kaha tha to yaqeen main ney kiya tha
ummeed pe qaaim hai yeh dunya usey kehna
ummeed
/AH
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay
Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |