Re: Bait Bazi For March | | /aoa
aaye aaye Nabeel bhai kahan thay aap...we missed you
seyah bakhti mein kab koi ksis ka saath deta hai
ke tareeki mein saya bhi juda insaan sey rehta hai
juda
/AH
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay
Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |