Re: Topic of the week_~Chand~ | | Iss waastey daamaa'n chaak kiya, shayed ke junoo'n kaam aa jaye
Deewana samajh kar hi unn ke hontoo'n pe mera naam aa jaye
aye kaash hamari Qismat mein aisi bhi koi shaam aa jaye
aik chaand falak par ho nikla ik chand lab-e-baam aa jaye
@};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- @};- |