Lo JI finally yaar.. Mein aa hi gae aathay /dontsee
Hmm Yeh lijiye one of my Fav
@};- @};- @};-
"Raat Gaye Aksar Aisa Hota Hai
Jaise Dil Seene Se
Chup Ho Jata Hai
Her So
Ek Andhera Ghupp Ho Jata Hai
Is Lamhe
Bas Ek Dua Yaad Aati Hai
Ya Raab!
Tu Us ko Khush Rakhna!
@};- @};- @};-