Quote:
|
Originally Posted by ahsan225 yahaan: yeh mera apna sheir hai allama iqbal ke sheir
ke jawaab me kahaa hai . najaaney kis zamaaney ke liay " IQBAL" kehtay thay
yahaan " Ahsan" kisi ke kaam aa ker kuch nahee miltaa |
Janay Walay Ki Rahon Main Baith Kay Har Shaam
Apni Chokhat Par Diyya Jala Ker Kuch Nahee Milta