Re: Bait-Bazi | | /aoa
chand
tu sang, chaand raat, behti nadi, kinara
aesey mein khwahish-e-dil aaye sharaab mausam
aey yaar-e-khush jamaal teri khair ho ke ab
veeranina liye huwe aaye gulaab mausam
Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay
Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |