Quote:
|
Originally Posted by danmurfi salam.
Woh
aik purana mausam lota yaad bhari purwaai bhi
aesa to kam hi hota hai woh bhi hon tunhayi bhi
Allah hafiz |
mera khayaal hai aakhree sher mai ne post kia thaa ...
khilay hoN phool, baadal hoN , hawa pattay giraatee ho
koi mausam bhi ho teree kamee mehsoos hotee hai.
is me Woh kahaan aata hai bhaai ???
loagon zara khayaal rakhaa kero