
07-13-2003, 08:01 PM
|
 | Guest | | | | |
Nice Raheel 1.gif)
acha ab sunain...
Kahin sey uss haseen aawaaz ki khushboo pukaarey gee
Tou iss kay saath badley gaa dil-e-barbaad kaa mausam
Na koi dukhh khizaan ka hai na khwaahish hai bahaaroun ki
Hamaarey saath hai Amjad kisi ki yaad ka mausam |