Andaz hu bahu teri awaz-e-paaa ka tha ...!
Dekha gher sey nikal ker toh jhonka hawa ka tha ..!
Is rishta-e-lateef key israr kya khulein ..!
Tu samney tha aur tasawur KHUDA ka tha ..!
__________________ H'am Woh Saya'h Bakht Hain Tariq! K Shehar Main
Jo Kholein Dukan Qaf'an Ki Toh Loag Marna He Chor Dain |