Phir merey chehrey ko hathon main ley ker
Kitney pyar sey mera matha chooma tha
Hawa kuch aaj ki shab ka ahwal suna ..!
Kya woh apni chaaet per aaj akela tha
Yaan koi merey jasee saath thi ..!
Aur us ney chand ko dekh key us ka chehra dekha tha
__________________ H'am Woh Saya'h Bakht Hain Tariq! K Shehar Main
Jo Kholein Dukan Qaf'an Ki Toh Loag Marna He Chor Dain |