Asslam-o-alikum dosto
i m new here
rey se mujhay koi shair zehan main nahin a raha tha main ne yehi likh diya

sss
yeh dil ki raah main urta gubaar kis ka hay
Woh ja chuka hay too phir intizaar kis ka hay
Nahin woh apna magar us ki raah bhi dekhoon
Dil-o-nazar pe bhala ikhtiyaar kis ka hay
-------------------------------------------------------------