<!--QuoteBegin-~Sunehri Yaadein~+Jul 12 2003, 05:51 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>
QUOTE (~Sunehri Yaadein~ @ Jul 12 2003, 05:51 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin-->
Main Na Roya Tu Pukaray Ansoo
Kon Zakmoon Main Utaray Ansoo
Meri Kismat Main Sitaray Ansoo
Bujh Gay ,Ankh Kinaray Ansoo
Abb Main Maehzoor Nahin Hoon Farhat
Ankh Lathi Hai , Saharay Ansoo
Woh Jo Jaal Jatay Rahay Khuwab Meray
Ban Gay Hongay Sharary Ansoo
Jab Talak Ro Na Paron Khul Kar
Kartay Rahtey Hain Isharay Ansoo
Eik Bhi Hum Nay Bacha Rakha Nahin
Dey Deay Apko Saray Ansoo
Ho Gay Pelay Na Janay Kaisay
Surk Kitnay Thay Hamaray Ansoo
Itnay Arzaan Hain Kay Buss Kuch Na Kaho
Yeh Meray Dard Kay Maray Ansoo
Khoon Ho Jana Tha Bhari Farhat
Kuon Waridon Say Guzaray Ansoo
By :- Farhat Abbas Shah [/b][/quote]
hmm herut hai k kabhi main ne yeh ghazal nahi perhi ... aaj perh li .. buhat khubsuret...
meri aankh say giray hain chand katray
wo samajh sakay to aansoo...na samajh sakay to paani !