paaar ker jata hai wuh haar raat meri ankhein
haan mager lums ke talaab mein reh jata hai
waja-e-taskeen samjh ker main jisey chahta hoon
dard bun ker mere aeysaab mein reh jata hai
Be-taab kar gai Mujhey Jaadoo bhari Nigaah
Mein unn ke " dekhney " ki Ada, dekhta raha
Ab tou Aankhon mein samaati nahin soorat koi
Ghaur sey Mein ne Tujhey Kaash na dekha hota |