Quote:
Originally Posted by mobi91 jaan-leva thin khwahishen warna
wasl se intezar achha tha |
[i][b]
Iss shair ko puRrh-ney ke saath hi mujhey ek shair yaad agaya.
Tumhaarey paas bhi Aaker, kahaa qaraar mila
Adhoorii neend milii aur... adhoora piyaar mila