Re: Sher jo dil mein utar gaya ho ! | | dar hai ke kahan aap bura maan na jaen
hum baat ke izhar mein gustakh bohat hain
__________________ ******************** *****************
do chaar lafz keh ke main khamosh ho gaya
wo muskura ke bole bohat bolte ho tum |