Re: Sher jo dil mein utar gaya ho ! | | savaal un kaa, javaab un kaa, sukoot un kaa, Khitaab un kaa!
ham un kii bazm meiN phir sar na karte Kham to kya karte?
__________________ ******************** *****************
do chaar lafz keh ke main khamosh ho gaya
wo muskura ke bole bohat bolte ho tum |