Re: Sher jo dil mein utar gaya ho ! | | barh gai hian wehshatain kuch or bhi dil-e-bekarar ki
jab say usay aadat hui hai meray intezar ki
__________________ ******************** *****************
do chaar lafz keh ke main khamosh ho gaya
wo muskura ke bole bohat bolte ho tum |