Re: Sher jo dil mein utar gaya ho ! | | hai ufaq se ek sang-e-aafataab aane kii der
TuuT kar maanind-e-aaiinaa bikhar jaayegii raat
__________________ ******************** *****************
do chaar lafz keh ke main khamosh ho gaya
wo muskura ke bole bohat bolte ho tum |