Quote:
Originally Posted by Faisal Husain guzar guzar hi jayegi tere baghair bhi lekin bahot udaas bahot beqaraar guzregi |
udaas
udaas ho gayi eik fakhtaa chahaktey huye
kissi ne qatl kiya hai yeh inteqaal nahi
(basheer badr )[/quote]
udaas aaj tou besabab udaas hai ji ishq hoat tou koi baat bhi thi