Quote:
Originally Posted by Ragni KHIZAAN KHIZAAN ney aa kar kaha mery ghaam sey kia hasil ? Jahaan baahar Lutti Ous chamaan ki baat karoo . . . Zahra |
chaman pe gharat-e-gulcheeN se jany kya guzri,
qafas se aaj saba be-qaraar guzri hy...
Faiz Ahmad Faiz