Quote:
Originally Posted by mystique ji na ji bhar k deha na kuch baat ki bahot aarzoo thi mulaqaat ki |
aarzoo
aarzoo hai khushi ki na gham ki talab, yeh tere ishq mein dil ko kya ho gaya
beniyaazi ka aalam hai kuch iss qadar , jaise duniya se dil maamra ho gaya