Re: Dost/yaar lafz se Sher kehiea.... | | Hum dost ban k dosti nibhatay rahaingay
Waqt bay waqt aap ko satatay rahain gay
Dua karo umer lambi ho hamari
Warna yadain ban ker yaad aatay rahain gay
sorry dears mujhay poet names nahin pata :(
__________________ Tahreer baich ker to kabhi baat baich ker ! !
Patay hain rizaq soorat-e-halat baich ker ! !
Waqif na thay tijarat-e-mahr-o-wafa say jo
Lotay hain pai pai main jazbat baich ker ! ! ! |