Re: Non Stop Bait Bazi | | haal
ye saanihaa bhi muhabbat mein baarhaa guzaraa
ki us ne haal bhii pochha to aankh bhar aai
phir us kii yaad me.n dil beqaraar hai 'Nasir'
bichar ke jis se hui shahar shahar rusavaai
__________________ na rang-o- roop ki tarah na khad-o-kaal ki tarah woh mery man main aa basa hay kisi maalal ki tarah main raasta hon or tumhari yaad qaafla hay jo guzar rahi hay mujh say mery maah-o-saal ki tarah |