Re: Non Stop Bait Bazi | | safar
Ab bhi ojhal hey nigaahooN se nishaan-e-manzil
zindegi tu hi bata kitna safar baqi hai!
__________________ na rang-o- roop ki tarah na khad-o-kaal ki tarah woh mery man main aa basa hay kisi maalal ki tarah main raasta hon or tumhari yaad qaafla hay jo guzar rahi hay mujh say mery maah-o-saal ki tarah |