Quote:
Originally Posted by DIL Asalaam-o-Alaikum!
Kaisay hain sub?  Hum aik baar phir say Bait Bazi ka contest shuru kernay ka irada rakhtey hain. App main say jo jo b interested ho woh apna naam yahan submit ker daye 25th July ko yeh thread close ker di jaye gee. us kay baad hum kooi naam add nahi karen gaye.
Agar app kay zehan main koii anokha sa ajeeb-o-ghareeb sa idea ho jo app samajhtey hain kay is contest ko dilchaspe bana sakta hai to usay b isi post main share ker saktey hain. Agar koii saval ho to woh b app yahin per post ker saktey hain.Yaad rahaye kay 25 July kay baad naam add nahi kiyea jayen gaye.
W.salaam.
Bait Bazi Moderators. |
hum bhi khelin ga

mera naam bhi note farmaya jay siso
