Quote:
|
Originally Posted by Ankaboot mehfil
kal jinhein choo anhi sakti thi farishtoo'n ki nazar
aaj wo ronaq-e-baazaar nazar aatey hain
merey daaman mein sharaaroo'n ke siwa kuch bhi nahi
aap phooloo'n ke khareedar nazar aatey hain
teri MEHFIL ka bharam rakhjtey hain , so jatey hain
warna yeh log to baidaar nazar aatey hain |
Mehfil........
Aye zindagee aik baar to nazdeek aa tanha hoon main
ya door sey phir dey koi sada tanha hoon main
duniya ki mehfil main khain hoon bhi ya shayed nahi
aik umer sey iss soch main doba huwa tanha hoon main